Pages

Search This Website

Saturday, July 28, 2018

Google par Free Website kaise banaye

Google par Free Website kaise banaye

Aapko Malum Hoga Ki Google Search Engine Ke sath sath kai aur Free product user Ko Provide Kar raha Hai. Gmail, Blogger.com, Play store, Google Drive…Etc. isake Alava Google me ” make free website ” ka bhi option Hota hai. Google Ki ye online website builder free Services hai. agar aapko free Website Create karni hai to google me available Hai.



Jis tarah Aap Blogger Me free Blog banate Hai, WordPress Me Website , blog Free bana Sakte Hai. Usi tarah Aap Google me free website design kar Sakte Hai. agar aap Free Me Website banana Soch rahe hai to Is Article Ke Step Ko Follow Kare. Next ; how to make your own website in Google 

Google Par Free Website Kyu banaye ?

vaise To website banane ke sabhi Logo ke Different meaning hote hai. koi website ya blog banakar Onlne Paise kamana Chahta Hai.  koi apani Personal Website banata Hai. Koi company apani Product Ko Online Sell and Shopping Ke liye Website banati Hai. lekin aapko Google Me free Website banane Ke kya Benefits Hai Wo Mai batata Hu.

Benefits Of Free Google Website :

Google Me site Banana easy way Hai. isake Liye Aapko extra website builder knowledge Ki jarurat Nahi Hai.
  • Aap Free Me Google website Create kar Sakte hai.
  • Free Google Website Me aap Sabhi tarah Ki File Free me Host Kar Sakte Hai.
  • Google Site Personal Website Ke liye Badhiya template – theme Design Free provide karta Hai.
  • free Google Site Se bhi Aap online earning kar Sakte Hai. Adsense ya other Ads laga Sakte Hai.
  • google Me File, Document , Images Add karna Bahot Hi Simple hai.
  • Website Ke Liye Free Domain Hota Hai. Aapko Domain Buy karne Ki jarurat Nahi hai.
  • Blog Me Jaise Top Lavel Domain Add Kiya jata Hai Viase google Free Website Me Bhi TLD Add Kiya Jata hai.

Google par free website kaise banaye ?

Follow This Simple Step :
  1. Google Site me Sing in kare.
  2. Create pe Click Kare.
  3. template Select Kare.
  4. Free Website Name – Url Select kare.
  5. Template Design Setup Kare.
  6. Page Create Kare Or Publish Kare.

how to create free website In Hindi ?


Ab Ham In Sabhi Step Ko detail me batate Hai.


       Step : 1                         
  • Sabse pahle Yahan Click Kare : Free Create Website In Google
  • Isake Liye Aapka Gmail Account Login Hona Jaruri hai.
  • ab Google free Site Pa Page open Hoga Isame ” Create ” Pe click Kare.
  • Isme Do Option Dikhai Dege. isame Se ” In Classic Site ” Pe click kare.
  • Also read :Photo Editor is a small but powerful photo editing application.
       Step : 2                         
Next Step Me Aapko sabse pahle Template Select Karna Hai.
  • first time Blank Template Select kare. ( Bad Me Ise Change Kiya Jata hai. )
  • Website Ka Name Add kare
  • Site Url Select Kare.
Note : aapne Jo website ka name Select kiya Hai wo automatically url Me add Ho jayega. aap Chahe To Ise Change Kar Sakte hai. Aapki Free Website Ka Address URL is Tarah Hoga. https://sites.google.com/site/hindinetguru
  • Select a theme : aap Website ke Liye Theme Select kar Sakte hai, Na kare To bhi koi
  • problem nahi Hai. Bad Me change Kar sakte hai.
  • Site Description : More option Me website Me bare Me Kuchh Word Likhe.
  • Last Me top me Jo Create Site ka Button hai, Ise Click kare.
Lo,  Ban gai Aapki Google Par Free Website…!!!
Note : I’m not a robot ka Option aaye To Click karke Verify kare.
Agar Koi Problem Aati hai to Name or Url Change Kare.
Ye Bhi Padhe : Blogger Blog Ka Template Change Kaise Kare. ?
       Step : 3                         

Google Site Me New Page kaise banaye ?

Aapki Google Free Website ban Gayi,  aapko site ka home page Dikhai dega. lekin Abhi ye blank Hoga. kyuki Aapne Abhi tak Kuchh Content Nahi add Kiya hai.
Mai google Site Ke Option Ki Basic Jankari Deta Hu.
  • New Page add karne ke Liye Top Me Aapko Create Page Ka Option Milega.
  • Create page pe Click Kare.
  • Page Name Likhe. Example : Mobile Tips
  • Select a template to use  me
  • Select a location Me aap Is Page Ko Kahan Dikhana Chahte Hai wo Select Kare.
  • Last Me create Page Red Button Pe Click Kare.
  • aapka page Ban jayega.
Is tarah Aap Page bana Sakte hai. Page Banane Ke bad Aap Editor me Aa jayenge.
yahan Aap Is page Me kya Add karna Chahte hai wo Content Likh Sakte hai.
  • Useful : WordPress Me free Blog  Kaise Banaye ?
       Step : 4       Also read :Lost Adhar Re Downlod news.

Google Site Setup :

Google Site Setting Ka Option Top Me Hota Hai. Ise Click karke Dekhe.
Aapko Free Website Setup ke Kai option Mil Jayenge. Ise Khud Setup karne ka Prayas Kare. Problem Aaye to comment Me bataye.

Extra inning :

Is tarah Aap Google Par Free Website bana Sakte Hai. agar aap Free Website banate Hai aur Koi problem Hoti hai to Comment Me Jarur bataye. mai Google Site Ke Liye aur Bhi Post Aapko Provide karunga. example :
  • How to Chnage Google Free Website template ?
  • How to Submit Google Site Search Console ?
  • google Site Me File – Images Kaise add kare ?
  • Free Google Website Me top Lavel Domain kaise Setup Kare ? ..etc.
Aapko article ” how to create free website in google hindi me ” Kaisa laga jarur bataye. Subscribe kare. Facebook page like Kare.
For Best View Please Open This Website In CHROME / OPERA Browser

No comments:

Post a Comment

Please Comment Your Questions, Queries or Suggestions